AIAPGET, AMU, NIUM, DU, CRIUM PGET में ILMUL SAIDLA के अक्सर पूछे जाने वाले प्रश्न
Kisi dawa ke ajza-e-lateefa atariya hasil karne ke liye konsa aala istemaal kiya jata hai: (AMU 2015)
-
Qara anbeeq
-
T’areeq habli
-
Nal bhabka
-
Hammam-e-Maaiya
Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device
Long ke hamraah kharal karne par siyaah rang hota hai: (AMU 2015)
-
Kusha taanba
-
Kushta abrak safaid
-
Kushta abrak siyaah
-
Kushta nuqra
Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device
Jalmundra hai: (AMU 2015)
-
Ek qism ki dawa
-
Ek bartan jo tel nikalne mein kaam aata hai
-
Ek qism ka masala jo jodne ke kaam aata hai
-
Aanch dene ka ek tareeqa jo kushta banana mein kaam aata hai
Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device
Farari ajza wali sakht nabati dawaon ko jald khushk karne ki ek behtareen tarkeeb ye hai ke: (AMU 2016)
-
Inhe 30°C-degree hararat par ovan mein dry kiya jaaye
-
Inhe 60°C-degree hararat par ovan mein dry kiya jaaye
-
Inhe khule aasman ke neeche khushk kiya jaaye
-
Inhe dhoop mein khushk kiya jaaye
Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device
Tijarati paimaane par arq haasil karne ke liye munasib aala-e-tareeq hai: (AMU 2016)
-
Nal bhabka/Deg bhabka
-
Hammam-e-Maaiya/Hammam-e-Nariya
-
Garbh jantar
-
Tareeq-e-Laulabi
Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device
Filzaat par amal kiya jata hai: (AMU 2016)
-
Amal-e-Taklees
-
Amal-e-Tehreeq
-
Amal-e-Itfa
-
Amal-e-Tehmees
Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device
Murakkabat mein chandi aur sone ke awraaq ki shamooliyat ka maqsad inka andaroone badan: (AMU 2016)
-
Munjazib hona hai
-
Ek chemical reaction karna hai
-
Ek catalyst ka kaam karna hai
-
Murakkab ko khush zaayqa aur khushnuma banana hai
Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device
Amal-e-Sehaq ke zariye safoof banaya jata hai: (AMU 2016)
-
Zaafran aur Kateera ka
-
Zaafran aur Samagh-e-Arbi ka
-
Zaafran aur Mastagi ka
-
Samagh-e-Arbi aur Loban
Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device
Very fine powder banaya jata hai: (AMU 2016, NIUM 16)
-
Chhalni no. 85 se
-
Chhalni no. 120 se
-
Chhalni no. 44/85 se
-
Chhalni no. 60 se
Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device
Amal-e-taseed ko kehte hain: (AMU 2016)
-
Granulation
-
Sublimation
-
Evaporation
-
None of the above
Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device
Mazu ko mudabbar karte hain: (AMU 2016)
-
Teen shab-o-roz sirke mein bhigo kar
-
Til ke tel mein is qadar bhoone ke wo khil jaaye
-
Sheer-e-Gaao mein josh dekar
-
Amal-e-Itfa ke zariye
Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device
Hammam-e-Nariya ke mutalliq sahih hai: (AMU 2015)
-
Hammam-e-Maaiya bhi kehte hain
-
Deg par deg bhi kehte hain
-
Qara Anbeeq ki ek qism
-
Sabhi
Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device
Chaksu ko mudabbar karte hain: (AMU 2016)
-
Baadiyan ke pani mein josh dekar
-
Ajwain ke pani mein bhigokar
-
Aab-e-Leemu mein kharal karke
-
Arq-e-Gawzaban mein bhigo kar
Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device
Ophthalmic solutions ka tasfiya (filtration) karte hain: (AMU 2016)
-
Sintered glass se
-
Asbestos se
-
Glass wool se
-
Cotton wool se
Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device
Tar Kharal karne ke amal ko kehte hain: (AMU 2016)
-
Levigation
-
Pulverization
-
Emulsification
-
Exsiccation
Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device
Ball mill ka istemaal hota hai: (AMU 2016)
-
Safoof sazi mein
-
Kushta sazi mein
-
Amal-e-tajfeef mein
-
Amal-e-taqteer mein
Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device
30. Saheeh jumla hai: (AMU 2016)
-
Creams neem jaamid emulsion hain
-
Pastes, marham ki ek khas qism hain
-
Pastes mein ghair munhil ajza ki miqdar bahut zyada hoti hai
-
Teeno sahi hain
Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device
Dawa sazi mein diluents ka istemaal hota hai: (AMU 2016)
-
Syrup banane ke liye
-
Tablet banane ke liye
-
Ointment banane ke liye
-
Liniment banane ke liye
Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device
Aqaqiya ki muddat-e-Hayaat kiya hai: (AMU 2016)
-
Ek saal
-
Do saal
-
Paanch saal
-
Das saal
Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device
Darja zail mein se konsi dawa jamid nahi hai: (AMU 2016)
-
Nufookh
-
Ghaliya
-
Wajoor
-
Farzaja