top of page

Frequently asked questions of ILMUL AMRAZ in AIAPGET, AMU, NIUM, DU, CRIUM PGET

Khauf ki haalat mein kya hota hai: (AMU 2016)

  1. Inbisaat-e-Rooh

  2. Inqibaaz-e-Rooh

  3. Both a & b

  4. None of the above

2. Inqibaaz-e-Rooh

Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device

Khurooj-e-Miqad ki waja hoti hai: (AMU 2016)

  1. Istarkhaai

  2. Warami

  3. Mauroosi

  4. Warami istrakhaai

4. Warami istrakhaai

Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device

Darja zail mein konsa sabab zalaq-ul-am’a ka nahi hai: (AMU 2016)

  1. Basoor-e-Am’a

  2. Zuaf-e-Am’a

  3. Tez safra

  4. Balgham shor

4. Balgham shor

Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device

Ghiza ke baad hammam karne se kiya hota hai: (AMU 2016)

  1. Badan mein hizal hota hai

  2. Badan farbah hota hai

  3. Ghiza aaza mein jazb nahi hoti

  4. Mazkoora koi nahi

2.

Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device

Istisqa ka aam sabab hota hai: (AMU 2016)

  1. Hazm-e-Mewi ka zuaf

  2. Hazm-e-Medi ka zuaf

  3. Hazm-e-Kabdi ka zuaf

  4. Sabhi

3. Hazm-e-Kabdi ka zuaf

Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device

Dalak-e-istardaad ka aham maqsad kya hai: (AMU 2016)

  1. Ratoobat-e-Asaliya ko tehleel hone se bachana

  2. Daruan-e-Riyazat paida hone wale fuzlat ko tehleel karna

  3. Khoon aur rooh ko aaza ki taraf jazb karna

  4. Mazkoora sabhi

4 Mazkoora sabhi

Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device

Istifraagh se qabl nuzuj: (AMU 2016)

  1. Zaroori hai

  2. Ghair zaroori hai

  3. Sirf ghalba-e-safra mein ghair zaroori hai

  4. Nuzuj ke baghair istifraagh baaz sooraton mein waajib hai

4. Nuzuj ke baghair istifraagh baaz sooraton mein waajib hai

Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device

Kaashtkari aur mazdoori ko kis qism ki riyazat mein shamil karte hain (AMU 2015)

  1. Riyazat-e-Aamma

  2. Riyazat-e-Khassa

  3. Riyazat-e-Moatadil

  4. Riyazat-e-Arziya

4. Riyazat-e-Arziya

Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device

Alamaat-e-Jauhariya wo alamat hain: (AMU 2015)

  1. Jo mizaj ke aetadal ko zahir karti hain

  2. Jin ka talluq a’za ke afaal se hota hai

  3. Jin ke zariye badan ki saakht ki durustagi aur adam durustagi ka pata chalta hai

  4. In mein se koi nahi

3. Jin ke zariye badan ki saakht ki durustagi aur adam durustagi ka pata chalta hai

Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device

Aqsaam-e-Ghiza ke ru se reshe daar, luaabdaar sabziyan, sookha gosht, charbiyan, mukhtalif qism ki daalen, maslan chana, matar, urad, baaqila waghairah, kis qism ki ghiza se talluq rakhti hain: (AMU 2015)

  1. Ghiza-e-Lateef Kaseer-ul-Taghziya

  2. Ghiza-e-Lateef Qaleel-ul-Taghziya

  3. Ghiza-e-Kaseef Kaseer-ul-Taghziya

  4. Ghiza-e-Kaseef Qaleel-ul-Taghziya

4. Ghiza-e-Kaseef Qaleel-ul-Taghziya

Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device

Hammam ka paani jism mein kaunsi kaifiyat paida karta hai: (AMU 2015)

  1. Hararat

  2. Baroodat

  3. Koi nahi

  4. Dono

4. Dono

Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device

Badan mein pahunchne ke baad tabdeel ho jaaye lekin juz-e-badan banne ki salalhiyat na rakhti ho: (AMU 2015)

  1. Ghiza-e-Mutlaq

  2. Dawa-e-Moatadil

  3. Dawa-e-Mutlaq

  4. Dawa-e-Sammi

3. Dawa-e-Mutlaq

Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device

Mandarja zail mein se paani ki konsi qism jigar wa tihal ke liye naafe hai: (AMU 2015)

  1. Maa-e-Shabiya

  2. Maa-e-Nuhasiya

  3. Maa-e-Raakid

  4. Sabhi

2. Maa-e-Nuhasiya

Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device

Ubla hua anda misaal hai: (AMU 2015)

  1. Ghiza-e-Lateef Kaseer-ul-Taghziya Jayyad-ul-Kaymoos

  2. Ghiza-e-Lateef Qaleel-ul-Taghziya Raddi-ul-Kaymoos

  3. Ghiza-e-Kaseef Kaseer-ul-Taghziya Jayyad-ul-Kaymoos

  4. Ghiza-e-Kaseef Qaleel-ul-Taghziya Raddi-ul-Kaymoos

3. Ghiza-e-Kaseef Kaseer-ul-Taghziya Jayyad-ul-Kaymoos

Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device

Ehtabas-e-ghair tabayi ke asbab mein darja zail shamil nahi hai: (AMU 2015)

  1. Quwwat-e-Dafia qawi ho jaaye

  2. Quwwat-e-Masika qawi ho jaaye

  3. Quwwat-e-Hazima zareef ho jaaye

  4. Majari tang aur sard ho jaayen

1. Quwwat-e-Dafia qawi ho jaaye

Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device

143. Konsa Mausam bachhon ke liye nihayat munasib wa muwafiq hai: (AMU 2015)

  1. Mausam-e-Rabi

  2. Mausam-e-Saif

  3. Mausam-e-Khareef

  4. Mausam-e-Shita

1. Mausam-e-Rabi

Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device

Which of the following may occur in lmtela ba hasbil quwa? (NIUM 15)

a. lnfijaar-e-urooq

b. Aiya-e-tamaddudi

c. Ufoonat-e-akhlat

d. None of the above

c. Ufoonat-e-akhlat

Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device

Imtilah bahasbul awiyah ki tadbeer ilaj hai: (AMU 13)

a. Hammam

b. Fasd

c. Riyazat

d. Taareeq

b. Fasad

Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device

Ghiza baad Hammam may result in (NIUM 14)

a. Qai

b. Butooe Hazm

c. Darde Shikam

d. Suddae Urooq

d. Sudda-e-Urooq

Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device

Hammam ke aakhri kamre ki hawa kaisi honi chahiye? (AMU 12)

a. Garam khushk

b. Garam tar

c. Sard khushk

d. Sard tar

bottom of page